kya mange daman tamana se zyda mil jaye muhabbat humay ada se zyda
kyun kasa dil ly ke sada di ha jinone khaarat main kya day ga wo dunya se zyda
bas jaan chali jae gi ashfata saro ki kya ho ga muhabbat main zyda se zyda
her ehad ke maizan main talte rahe dono wheshat he nikalti rahi sahar se zyda
es mooj ko kya nam diya jaye ke sagar khuch apni rowani main darya se zyda
No comments:
Post a Comment