chup sa hum main tanha sa hum main suno december meri dastan

chup sa hum main tanha sa hum main suno december meri dastan

koi jab becharta ha najae kyun dil main zalzala a jata ha suno tm na jana

us ne mery dil ko toora mery pyar ko ruswa kiya dunya ke samne

us ne mery dil ko toora mery pyar ko ruswa kiya dunya ke samne

par main khuch na bolo mera pyar haar ke bi us ko dua dyta ha khuch ho na us ko

qatra qatra nichooor kar us ne mujy chjood diya es december ki akhri sham

qatra qatra nichooor kar us ne mujy chjood diya es december ki akhri sham

barish se pani jud bi jaye par nam us he ke rheta ha chahaye qatra ho ya darya

december ki es bheegi raat main barish ke tip tip qatray

december ki es bheegi raat main barish ke tip tip qatray

mujy jeene nh dayti teri yaad mujy marne bi nh dyti

mujy chood ke us ko kya mila mery humdard ye to bata

mujy chood ke us ko kya mila mery humdard ye to bata

main to phaly apne dukho main khush the ab tm ne bi day diye

mery abu es dunya main nh rahe ap sub se guzarish ha

mery abu es dunya main nh rahe ap sub se  guzarish ha

un ke liye dua kare KHUDA un ko jannat main jaga day ameen

agar kisi ne mujy khuch kaha hato main us ko maff kar ta hn

agar kisi ne mujy khuch kaha hato main us ko maff kar ta hn
.
..


..
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
or KHUDA se dua karta us ko sari khushiyaeen naseeb kar ameen

meri traf se ap ke sub ghar walo ami abu ko or baki ko

meri traf se ap ke sub ghar walo ami abu ko or baki ko

.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.ALLAH kabi gham na day ameen

koi khuh khee bi day to main bas itna kheta hun khuda se

koi khuh khee bi day to main bas itna kheta hun khuda se

wo tm ko salamat rakhe tery ghar walo ko bi ye meri dua ha

mery dil se ab to bas itni he awaz ati ha tery liye mery dost

mery dil se ab to bas itni he awaz ati ha tery liye mery dost

tm jaha bi raho khuda tm ko humesha khushiyan naseeb kare

bhagne lagta ha akhar mehfalo se admi

bhagne lagta ha akhar mehfalo se admi

janta ha doston ko jase jase admi

to dil ehsas rakhta ha to itna ja ly

dair tak jeete nh hain tery jase admi

tery andar bas rahi ha teri sari kainaat

tu akela to nh ha aye akele admi

ishaq kha gay hain ache achoo ko yaha

kya kare ase jahan main mery jasa admi

kya mange daman tamana se zyda mil jaye muhabbat humay ada se zyda

kya mange daman tamana se zyda mil jaye muhabbat humay ada se zyda

kyun kasa dil ly ke sada di ha jinone khaarat main kya day ga wo dunya se zyda

bas jaan chali jae gi ashfata saro ki  kya ho ga muhabbat main zyda se zyda

her ehad ke maizan main talte rahe dono wheshat he nikalti rahi sahar se zyda

es mooj ko kya nam diya jaye ke sagar khuch apni rowani main darya se zyda

rakas karte hove lamho se bohat khelta tha

rakas karte hove lamho se bohat khelta tha

be khudi m main zamano se bohat khelta tha

bechne wale ye batate hain ke salam se qabal

ye jo darya ha kinaro se bohat khelta ha

main khelono se kabi bi nh khelta ae dost

khaab hote the main khabo se bohat khelta tha

ab to be rang udasi ha meri ankho main 

maa batati thi main rango se bohat khelta tha

us ke halko main bi chand aik shakari the saleem

or khuch main parindo se bohat khelta tha


be jaan dil ko mery tery pyar ne jeena sakhaya

be jaan dil ko mery tery pyar ne jeena sakhaya

phr tery he pyar ne is dil ko barbad kar diya

suno tm lout ke ana main intazar karo ga tera

suno tm lout ke ana main intazar karo ga tera

aj salo guzar gay hain us ke intazar main

guzra hova din bohat yaad ata ha mujy

guzra hova din bohat yaad ata ha mujy

wo tera mery pas a ke muskarana bohat yad ata ha

log pyar ka jhoota wada kar ke chood dayte hain

log pyar ka jhoota wada kar ke chood dayte hain

ab to logo ki kya apno ki baton pay dil th sa ga ha

hal kis ko sunao main apni be rukhi barbad zindagi ka

hal kis ko sunao main apni be rukhi barbad zindagi ka

jo mera pyar tha wo kabi mujy samaj he na saka

pyar karna koi mushkal to nh pyar karne ke liye

pyar karna koi mushkal to nh pyar karne ke liye

bas pyar ki wafa chahaiye pyar karna koi mushkal to nh

dil tot ga mera ankho se ansoo nikal pare

dil tot ga mera ankho se ansoo nikal pare 

jo mera tha us ne mujy bhari dunya m loot liya

zamane guzar gy hai ab to yaar ko bechary

zamane guzar gy hai ab to yaar ko bechary

wo jo kabi aik pal bi muj se rotha nh karta tha 

khuch wo mujy alfaz sunaye khuch main sunao to maza aye

khuch wo mujy alfaz sunaye khuch main sunao to maza aye

khuch us ke ankho se ansoo bhayee khuch mery to maza aye

dukhon ko muj se aik muhabbat c ho gi ha na jane

dukhon ko muj se aik muhabbat c ho gi ha na jane

main udas nh rheta bas udas rhene ki tamana c ho g

dil main kitni tamana thi mery ke wo mera he ha bas

dil main kitni tamana thi mery ke wo mera he ha bas

na jane kyun mery sare khaab tot gay aik he pal main

aye dil bhool ja us ko wo tera tha he nahi

aye dil bhool ja us ko wo tera tha he nahi

 jis tm apna manta thay wo tera tha he nh

aik arooz ha meri mujy koi chahay bepana sanam

aik arooz ha meri mujy koi chahay  bepana sanam

na jane kyun ye bat main khud se kar ke ro dayta hn

mujy yaad rakhna mery humsafar mery pyar ko

mujy yaad rakhna mery humsafar mery pyar ko

kabi tm hamary the hum tmhary the ye yad rakhna

mujy yaad ha aj bi wo pal jab tm mujy mile the

mujy yaad ha aj bi wo pal jab tm mujy mile the

na jane kyun meri hasti zindagi main andera chaa ga

arooz main kat gi meri zindagi mile wafa muj ko

arooz main kat gi meri zindagi mile wafa muj ko

par barbad ho gi meri zindagi es arzoo main

es dil se bas ye he dua nikli ya rab us ko or khushi dyna

es dil se bas ye he dua nikli ya rab us ko or khushi dyna

jo mery honton ki mukarahat cheen ke mujy gham day ga

dil main aj bi wo aag lagi ha jo tm jala gy the

dil main aj bi wo aag lagi ha jo tm jala gy the

barsat main bi hum bujate rahe par buja na paye

main bhool to gay hn her aik bat par tera ishaq nh bhoola

main bhool to gay hn her aik bat par tera ishaq nh bhoola

kya kya nh kiya tm ne mery sath par aj bi tera pyar nh bhoole

barsaat main ase pyar ki yaad satae jase phol se mehak aye

barsaat main ase pyar ki yaad satae jase phol se mehak aye

bas pal 2 pal hain pyar ke na door jana bas pal he ha ye pyar ka 

barsaat ne bi mery dil ko tora mujy ruswa kar diya ye to aik meri thi

barsaat ne bi mery dil ko tora mujy ruswa kar diya ye to aik meri thi

aj us ne bi december ke udass raat main us bewafa ki yaad dala di

maine jis ke bina jeena seekha he nh

maine jis ke bina jeena seekha  he nh 

lo aj us ne khe diya tm oor ho ke to dakho

lagi ha aj dil ko beeti yaad ki thokar

lagi ha aj dil ko beeti yaad ki thokar

kyun ajj bi dil manta nh wo kisi or ki ha

Barsaat Shayari

mil bi jate ha to katara ke nikal jate ha haye mausam ke tarah dost badal jate ha

hum abi tak ha giraftar-e-muhabbat yaro thokaren kha ke suna tha ki sambhal jate ha

ye kabhi apni jafa par na hua sharminda hum samajhate rahe pathar bhi pighal jate ha

umr bhar jin ke vafaon pe bharosa kije waqt padane pe wohi log badal jate ha

Badalna Shayari

mil bi jate ha to katara ke nikal jate ha haye mausam ke tarah dost badal jate ha

hum abhi tak hain giraftar-e-muhabbat yaro thokaren kha ke suna tha ki sambhal jate ha

ye kabhi apni jafa par na hua sharminda hum samajhate rahe pathar bhi pighal jate ha

umr bhar jin ke vafaon pe bharosa kije waqt padane pe wohi log badal jate ha

Arzoo-Justajoo

Aj Kuch Maangna Hay Tum Say Aj Kuch Lena Hay Tum Say

Aj Kuch Dena Hay Tum Ko Aj Kuch Kehna Hay Tum Ko Na He Koi Khuwahish, Tamanna Na Arzoo

Bas Aik Hi Chah Hai Apni Aur Aik Hi Justaju Ham Maangtay Hain Tum Say

Teray Derd O Gham Wo Saarey Jo Rula Gaye Hain Teri Neenden Uda Gaye Hain

Ham Hain Shareek E Gham Teray Pehchaan To Sahi Ham Bhi Hain Saath Teray Tu Jaan To Sahi

Ker Bojh Apnay Dil Ka Halka Hamen Bataday Ye Fikar Ye Udasi Kioon Hay Zara Sunaday

Laaye Hain Ham Baharain Teray Hi Waastay Ye Rang Aur Ye Khushboo Teray Hi Waastey

Aaj Kuch Maangtay Hain Tum Say Aaj Kuch MaangnA Hay Tum Say

Apnapan Shayari

jism apna ha koi or na saya apna jane is zist m ha kon sa rishta apna

tune kis mod pe choda tha mujhe umr-e-ravan tak raha hun kai sadiyon se main rasta apna

hum rahe bhi to badalate hue mausam ke tarah teri aankhon mein koi aks na thahara apna

ik tera gham tha baharrang jo shadab raha is shajar ne giraya koi patta apna

kitne asanam tarashe hain teri surat ke jhank kar dekh zara mujh se sarapa apna

Ajnabi Shayari

Phir koi aya dil-e-zar nh koi nh raharau ho ga kahen or chala jayega

dhal chuki rat bikharne laga taron ka gubar ladakhadane lage aewanon m khwabida chirag

so gai rasta tak tak ke har ek rahaguzar ajanabi khak ne dhundala diye qadmon ke surag

gul karo shamen bada do mai-o-mina-o-ayag apne bekhwab kiwadon ko muqaffal kar lo

ab yahan koi nahin, koi nahi aayega

Aitbaar Shayari

manind-e shama majalis-e-shab ashkabar paya al qissa mer ko hm ne beikhtiyar paya

shahar-e dil aik muddat ujada basa gamon m akhir ujad dena usaka qarar paya

itna na dil se milate na dil ko kho ke rehte jaisa kiya tha hum ne vaisa hi yar paya

kya aitabar yan ka phir us ko khvar dekha jisne jahan mein aakar kuch aitabar paya

aahon ke shole jis jan uthe hain ‘meer’ se shab van ja ke subah dekha musht-e-gubar paya

Aansoo-Aansu

Ye din bhar ke ab ke bi ras na a sake ki gunche khil to sake khil ke muskura na sake

meri tabahi dil par to raham kha na saki jo roshni m rahe roshni ko pa na sake

na jane aah ki un ansuon pe kya guzri jo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sake

rahen khulus-e-muhabbat ke hadasat jahan mujhe to kya mere naqsh-e-qadam mita na sake

karenge mar ke baqa-e-davam kya hasil jo zinda reh ke muqam-e-hayat pa na sake

naya zamana banane chale the divane nai zamin naya asaman bana na sake

GHAZAL: JOSH Malihabadi

Aankhein Shayari

Khamosh palko pay dariya roka ha abi Wa Tumhary intzar m aik lamha roka ha abi Wa

Sadiyon ka fasla to taay karliya hum ny Sirf do Qadmo ka safar ruka ha abi Wa

Waqt ky sagar pa rawan ho tum ye jan lo Tumhary piyar k liye ek shaks roka ha abi Wa

Ajao k zindgi tamam na ho jaey meri Bary ehtamam say mot ko tala ha abi WA

Sadaen de de k bayawaz na hojaon kahi main Ajao laut k ek jumla meri zuban pe ruka ha abi WA

Aangan Shayari

Aangan Shayari

Yar tha gulzar tha bad-e-saba thi m na tha layaq-e-pa-bos-e-jan kya hina thi m na tha

hath kyon bandhe mere challa agar chori hua ye sarapa shokhi-e-rang-e-hina thi main na tha

main ne pucha kya hua wo aap ka husn-o-shabab hans ke bola wo sanam shan-e-khuda thi main na tha

main sisakata reh gaya aur mar gaye farahad-o-qais kya unhin donon ke hisse mein qaza thi main na tha

4 Lines Shayari

4 Lines Shayari
kya kahon tm se m ke kya ha ishq jan ka rog ha bhala ha ishq

ishq hi ishq ha jahan dekho sare alam m bhar raha ha ishq

ishq mashuq ishq aashiq hai yani apna hi mubtala ha ishq

ishq ha tarz-o-taur ishq ke tain kaheen banda kaheen khuda hai ishq

kon maqsad ko ishq bin pahuncha aarzoo ishq va mudda hai ishq

koyi khvahan nahi mohabbat ka tu kahe jins-e-narawa hai ishq

meerji zard hote jate hain kya kaheen tum ne bhi kiya hai ishq

2 Lines Shayari

2 Lines Shayari

ham ne hamara ishaq ka izhar yun kiya

pholo c tera name patharo pe likh diya 

urdu ghazal poetry

urdu ghazal poetry 

م اپنے چولھے میں، خود کو ایندھن، بنا کے کب سے جلا رھے ہیں

غریب ننگے یہ بھوکے اِک دن، تمہاری ہنڈیا بھی پھوڑ دیں گے

کتابیں لے کے مری نسل سے، نشہ و اسلحہ تھما رھے ہو

تم اِرتقا کے ہزار زینے بھی پار کر کے وہیں کھڑے ہو

بموں کے تحفے نے اِس زمیں کو، سِوا زہر کچھ نہیں دیا ھے

لہکتے کھیتوں کو تم نے آخر، ویرانیوں میں بدل دیا ھے

ہمارے آٹے کے ٹین میں اَب، فقط ہی کیڑے براجماں ہیں

اُٹھو کے اَب کے نہیں بچا کچھ کہ جس کے کھونے کا ڈر رہا ہو

لہو کی بھٹی، جنوں کے جبڑے، جواں نسل کو نِگل رھے ہیں

جمودِ شب ظلمتوں کے سائے بھی تھک کے آخر پگھل رھے ہیں

مِرے وطن کے خزانے تم نے، بارود ڈھیروں میں گُم کیئے ہیں

ہمیں نہ جنگ سے ڈرا کے اَب کے، مزید روٹی پہ حق جتاؤ

ہماری نسلوں نے پیٹ کاٹا، تو تُم کو آیا غرور کرنا

تمہارے بُوٹوں نے روند ڈالی ھے آج خستہ اَنا ہماری

گر آج دیکھو حساب مانگیں، یہ بھوکے تو تُم خفا تو ہو گے

تُم آخر اِتنی ہو شان والے، عوام کتنے “حقیر” دیکھو

مِرے مقدر غریبی لکھ دی، مجھے شُکر کا سبق پڑھایا

ہاں کھوج سچ کی زہر پیالے میں ڈُوب کر ہی سدا ملی ھے

ہمارے بچو سکول جاؤ تو خود بھگت کا ظہور پاؤ

وگرنہ اِن کے نصاب تم کو، گھڑا گھڑایا شعور دیں گے

تم “اِن کی اپنی تریخ” پڑھ کے، قصیدہ گوئی نہ پیشہ کرنا

وگرنہ قسمت پہ پہرہ دیتی، بیچاری سوچوں کی حَد مقرر

شعور کے بَس ہیں قید خانے، یہ درس گاہیں تمہاری دیکھو

ہماری نسلوں کے پَر ہیں کاٹے، ہمیں فقط رینگنا سکھایا

Warid Internet Packages

Warid  Internet Packages

2 MB         Rs.3.5        SMS 2 MB to 7777 Dial *200*4#


15 MB         Rs.11.99 SMS 15 MB to 7777 Dial *200*4#


Unlimited Rs.9.99 SMS UL to 7777        Dial *200*4#

Enjoy high speed internet on your mobile and download somgs movies and more much best internet pckgs warid nh to khuch bi nh

Warid call packeges

Warid call packeges

On-Net (Warid to Warid)        Rs. 1.60 minute + tax


Friends and Family
Warid to other mobile networks)    Rs. 1 minute + tax


On-Net SMS (Warid to Warid)        Rs. 1 + tax

Off-Net SMS (Warid to other        Rs. 1.50 + tax
networks)

Free SMS TeleNor

Free SMS TeleNor

Bundle 1 6 7.2 300 5-Days 24-Hr

Bundle 2 12 14.3 600 15-Days 24-Hr

Bundle 3 32 38.2 1500 15-Days 24-Hr

Bundle 4 3.5 4.2 150 1-Day (Same day) 24-Hrs

Telenor free package

Telenor free package

Price Plan     All Telenor to Telenor Calls            Subscription Price   Time Band             Subscription String
TS 24 Hrs                  Free                                    Rs 20+tax             24 Hrs                            *000#
                                                                                                          excluding 6pm-9pm    




Dial *000# USSD to subscribe

Subscription price Rs.20+tax (Rs.23.90 inclusive of tax)

Cal setup charges Rs. 2+ tax wil be charges on every call betwen 9PM to 10PM

Offer is for Talk shawk 24 Hr Subscribers Only

Validity Customers can make Fre Cals on day of subscription  till 12am (offer not valid between 6pm-9pm)

Aj 14 august Pakistan ki Azadi ka sub se bohat eham din din ha

Aj 14 august Pakistan ki Azadi ka sub se bohat eham din din ha

Aj k Din khushi se nafal ada kr k un shaheedon k liay dua krna.

Jinhon ki qurbanion ki wajah se aaj Pakistan Azaad hai.

14 August Mubarak Ho

1 Nahi 2 Nahi 3 Nahi 4 Nahi Balky Poraay

1 Nahi 2 Nahi 3 Nahi 4 Nahi Balky Poraay

5 Din pehly. 14 August mubarak ho.

14 August Mubarak in Advance

I Love You MeRi Jaan Mera maan Mera dill Mera sub kuch

I Love You MeRi Jaan Mera maan Mera dill Mera sub kuch

meri subho Meri shaam mery pyar

.

.

 Happy 14 August Mubarak

14 august ki subo

14 august ki subo 

*”*.*”*.
‘*.Pyari Si
‘*.L I F E Me
.*”*.*”*.
‘*.Pyarey pyarey logon  ko
.*”*.*”*.
‘*.Pyar Bhari
‘*.Duaooon K Saaaath
14 August Mubaraaaaaaaaaaaaaak Ho

Ye Watan hamara ha tum ho khamkha is m

Ye Watan hamara ha tum ho khamkha is m

|=–.._..-=-._.
|     !    (*   
|=–!._..-=-._;
|
|
|



¥”Advance
14 AUGUST MUBARAK

Mard aurat aur khusray m koi faraq nhi Faraz

Mard aurat aur khusray m koi faraq nhi Faraz


Kiun k


.
.

.
.


.
.
Is parcham kay saye talay sub aik hain sub aik hain

Ab Eid khatm Advance 14th August Mubarak

Hum Zinda Qaom Hain painda qaom hain

Hum Zinda Qaom Hain painda qaom hain

|=–.._..-=-._.
|     !    (*     ;
|=–!._..-=-._;
|
|

Hum Zinda Qaom Hai Sharminda Qaom Hai

PANI BIJLI Ka Buhran.

Hum Sab Ka Pakistan Pakistan Pakistan

In Advance 14 AUGUST@@ MUBARAK HO

Meri taraf se ap ko or apky ghar walon ko Dil ki Gehrayion se

Meri taraf se ap ko or apky ghar walon ko Dil ki Gehrayion se

14 August Mubarak Ho.

Allah Pakistan ki Hamesha Hifazat Farmaey Ameen

Milat K Sath Rabta Ustawar Rakh Pewasta Reh Shajar Se

Milat K Sath Rabta Ustawar Rakh Pewasta Reh Shajar Se

Umeed-e-Bahar Rakh

Jashan-e-Azadi Mubarak to All Pakistan

ShahedO ki zaMin ha ye jisy Pakistan khete hain

ShahedO ki zaMin ha ye jisy Pakistan khete hain

YE banjar hO k b Buzdil kabi peda nahi krti

Happy 14 auGust

I Love My Pakistan

Razer Cortex Game Booster Crack Pro Keygen

Razer Cortex Game Booster Crack Pro Keygen : Razer Cortex Game Booster is the best and unique software that you can use while playing games ...