Khamosh palko pay dariya roka ha abi Wa Tumhary intzar m aik lamha roka ha abi Wa
Sadiyon ka fasla to taay karliya hum ny Sirf do Qadmo ka safar ruka ha abi Wa
Waqt ky sagar pa rawan ho tum ye jan lo Tumhary piyar k liye ek shaks roka ha abi Wa
Ajao k zindgi tamam na ho jaey meri Bary ehtamam say mot ko tala ha abi WA
Sadaen de de k bayawaz na hojaon kahi main Ajao laut k ek jumla meri zuban pe ruka ha abi WA
No comments:
Post a Comment