Ye din bhar ke ab ke bi ras na a sake ki gunche khil to sake khil ke muskura na sake
meri tabahi dil par to raham kha na saki jo roshni m rahe roshni ko pa na sake
na jane aah ki un ansuon pe kya guzri jo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sake
rahen khulus-e-muhabbat ke hadasat jahan mujhe to kya mere naqsh-e-qadam mita na sake
karenge mar ke baqa-e-davam kya hasil jo zinda reh ke muqam-e-hayat pa na sake
naya zamana banane chale the divane nai zamin naya asaman bana na sake
GHAZAL: JOSH Malihabadi
No comments:
Post a Comment